Translate

Wednesday, 25 July 2012

uske hone ka ehsaas mujhe bhi hai,
mere saath par bishwaas use bhi hai,
main chahti hun use bepanaah,
meri baato par aitbaar use bhi hai,
roti hai wo mere liye,
uske aansuo ka hissab mujhe bhi hai.,
usse pyaar mujhe bhi hai or mujhse pyaar use bhi hai..

No comments:

Post a Comment

नज़रे फेर लेने का मतलब न समझे हम

समझे थे जिसका हर इशारा, आज उसका ये अंदाज़  समझे  हम.. समझ गए थे पहली नज़र में उसकी बेरुखी, बस बेरुखी का हिसाब न समझे  हम |  ख़ामो...